Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humko hone laga hai pyaar tumse humko hone laga hai pyaar tumse ooi amma ooi amma ooi amma maa ooi amma maa dil ko aane laga qaraar tumse dil ko aane laga qaraar tumse priyetamma priyetamma priyetamma priyetamma huye jaate hain hum to deewane o chhede aankhon ne teri afsaaneeeee huye jaate hain hum to deewane o chhede aankhon ne teri afsaane kiya jaadoo ye teri adaa ne wafaa ne bhanware bhi ban gaye parwaane mere dil ne pukaaraaaaaa aaaa aaaa mere dil ne pukaara kyaaa kyaaa kyaaa humko hone laga hai pyaar tumse ooi amma ooi amma ooi amma maa ooi amma maa apne kadmon ka bosa hi de de hum kab se baithen hain teri raahon mein ayeen ayeen ayeen ayeen apne kadmon ka bosa hi de de hum kab se baithen hain teri raahon mein kahun kaise machalne laga hai ye dil bhi aane ko teri baahon mein mere dil ne pukaaraaaa aaaaa aaaaa mere dil ne pukaara kyaaa kyaaa kyaaa dil ko aane laga qaraar tumse priyetamma priyetamma priyetamma priyetamma tanhaayi jab dil pe ghir aayi tab jaana
ooi maa ooi maa ye kya ho gaya unki gali mein dil kho gaya bindiyaa ho to dhundh bhi loon main dil naa dhundha jaaye ooi maa ooi maa ye kya ho gaya unki gali mein dil kho gaya bindiyaa ho to dhundh bhi loon main dil naa dhundha jaaye ik din ki baat hai nadiyaa kinaare unse huye the chhup chhup ishaare ik din ki baat hai nadiyaa kinaare unse huye the chhup chhup ishaare kasam khaa chuki thi main pyaar na karungi main pyaar ka kabhi bhi qaraar naa karungi ab wo baaten aayen yaad darr hai ho naa jaaun barbaad sheesha ho to tod bhi daalun dil naa toda jaaye bindiyaa ho to dhundh bhi loon main ooi maa dil naa dhundha jaaye pyaar ke raste piya bade unche neeche aaun main bol kaise tere peechhe peechhe pyaar ke raste piya bade unche neeche aaun main bol kaise tere peechhe peechhe naa thes lag jaaye ghunghat gir jaaye ghunghat jo sambhalun to latt khul jaaye mushkil mein hai meri jaan tu kya samjhe o naadaan duniyaa ho to chhod bhi doon main pyaar naa chhoda jaaye bindiyaa
hmmmm hmmmm oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar ke majboor oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar ke majboor hoo oonche neeche raastey aur manzil teri door ye hamaari zindagi ek lamba safar hi to hai chalte hain jis pe hum anjaani dagar hi to hai dekh sambhalna bach ke nikalna jo nahin chalte dekh ke aage thokar se hai choor hoo oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar ke majboor oonche neeche raastey aur manzil teri door karoon kya main pyaare bhai thak jaayein agar mere paanw dum leke do ghadi chala chal ban mile chahe gaanw jo koi soya ussne hi khoya baat hamaari yaad hamesha rakhna tu zaroor hoo oonche neeche raastey aur manzil teri door oonche neeche raastey aur manzil teri door raah mein raahi ruk na jaana ho kar
kaisi bansiya aaa bajaayi are kaisi bansiya bajaayi shyamaa sudh bisraayi tarara tarara tarara raa raa bhool gaya yaar tarara tarara tarara raa raa heyyyy oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa po po po po po po po pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa duniya ke bojh ko sar se utaar de chinta ke bhoot ko bandook maar de haan duniya ke bojh ko sar se utaar de chinta ke bhoot ko bandook maar de kyun bhai maine theek kaha haan haan tumne theek kaha are tab phir maine theek kaha oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa uuu uuu uu uuu duniya ki gaadiyaan haan duniya ki gaadiyaan chalti hain jhoot par duniya ko maar de baate ke boot par haan haan duniya ki gaadiyaan chalti hain jhoot par duniya ko maar de baate ke boot par kyun bhai maine theek
oonchi hai building are lift teri band hai kaise main aaun dil razaamand hai oonchi hai building heyy lift teri band hai haah kaise main aaun are dil razaamand hai aajaa aajaa aajaa band baaja leke aajaa teri yaad sataaye dulhe raaja ab to aaja aajaa aajaa aajaa band baaja leke aajaa teri yaad sataaye dulhe raaja ab to aaja kaise oonchi hai building are lift teri band hai haan kaise main aaun dil razaamand hai tere vaaste daud kar aaungaa main sau sidhiyon ko bhi chadh jaaunga main tu mera dilbar hai aana padega tujhe mera nakhra uthaana padega aaya tufaan hai mushkil mein jaan hai aana main chaahun dil beimaan hai oonchi hai building are lift teri band hai oo kaise main aaun dil razaamand hai aajaa aajaa aajaa band baaja leke aajaa teri yaad sataaye dulhe raaja ab to aaja aajaa aajaa aajaa band baaja leke aajaa teri yaad sataaye dulhe raaja ab to aaja oonchi hai building are lift teri band hai oo kaise main aaun dil razaamand hai tu aage aage main peechhe peechhe
are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi hoo hoo hoo hoo mar jaaoge oh diwaano mar jaaoge aaaaaaaaaaaa mar jaaoge oh diwaano jeena hai to hum ko maano hum ko maano haa haa haa usko bhulaa do jo tumhein yaad bhi karta nahi nahin nahin nahin aahaaha are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi lo ye roti lo ye paani humse ladna hai naadaani lo ye roti lo ye paani humse ladna hai naadaani bigda hua naseeb to aise badalta nahi are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi are heyyyy oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahi are heyyyy hume jo salaam karen kabhi bhooka marta nahi aaaa haaa aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaa haaa aaaaaaaaaaa aaaaaa
are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin koi kuchh bhi kar le pyaare jhuth na jeete sach na haare koi kuchh bhi kar le pyaare jhuth na jeete sach na haare ye aisa dastoor hai bas jo badalta nahin are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin lene waala dene waala kaun hai bolo upar waala lene waala dene waala kaun hai bolo upar waala woh hai jiske saath woh duniya se darta nahin are hey ye oonchi oonchi baaton se kisi ka pet bharta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin are hey hai raam ka bharosa jise kabhi bhukha marta nahin
oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke yaar mila dildaar mila mujhe ek naya sansaar mila yaar mila dildaar mila mujhe ek naya sansaar mila jhumti bahaar aayi dil ko qaraar mila jhumti bahaar aayi dil ko qaraar mila jaane naa doongi mukh mod ke ji mod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke raat nayi har baat nayi hai taaron ki baarat nayi raat nayi har baat nayi hai taaron ki baarat nayi ik nayi duniyaa mein huyi mulaaqat nayi ik nayi duniyaa mein huyi mulaaqat nayi jaane naa doongi mukh mod ke ji mod ke main aayi re tere liye saara jag chhod ke oonchi oonchi duniyaa ki deewaren saiyaan tod ke ji tod ke main aayi re
jeena to aise jeena sochna kam jyadaa jeena dil ki dil mein naa rakhna thaan lo to kar guzarna hona hai jo hoga wahi say it loud n say it clear say kal ka hai kya pal hai yahi love ki ye philosophy kehne ko poora hai baaki adhuraa hai ruk ruk ke ye jeena mud kar ke dekhe jo aisi tamanna ke peechhe peechhe kyun chalna hona hai jo hoga wahi say it loud n say it clear say kal ka hai kya pal hai yahi love ki philosophy yeeee jeena to aise jeena sochna kam jyadaa jeena dil ki dil mein naa rakhna thaan lo to kar guzarna hona hai jo hoga wahi say it loud n say it clear say kal ka hai kya pal hai yahi love ki philosophy hai yeee chaahat hai to kya hai aafat hai to kya hai pal pal kyun hai jalna dil jis pe aa jaaye wo tera ho jaaye kyun hai aise machalnaa hona hai jo hoga wahi say it loud n say it clear say kal ka hai kya pal hai yahi love ki ye philosophy jeena to aise jeena sochna kam jyadaa jeena dil ki dil mein naa rakhna thaan lo to kar guzarna hona hai jo hoga wahi
osaka muraiya oh yea yea ya yai nasha hai nasha hai nazar mein hayya osaka muraiya oh yea yea ya yai nasha hai nasha hai nazar mein hayya osaka ma ma ma muraiya muraiya muraiya mohabbat kaa meri tujhe yeh nasha hai tere dil mein kya hai osaka muraiya osaka ma muraiya muraiya yo yo yo yo yo yo yo yo deewana deewana yeh dil ho gaya hai tere iss nasheeli adaa ka nasha hai osaka muraiya yeh luv luv luv luv bade deewana yeh luv luv luv luv sabhi ko jaane yeh luv luv luv luv bade mastaane oo oo mastaane laila ho yeh tune kaha hai bade josh mein o yo yo yo yo aaja zara yara tu ab hosh mein o yo yo yo yo oh main tere bahut dil ke nazdik hoon o yo yo yo yo tu khud jaanti hai main kya cheez hoon o yo yo oh yaiya ya yaiya ya yaiya ya yaiya yai moraiya ya yai yai yai yai yai hey aashiq tere jaise kitne hain mere maanu kaise teri baat jisse na aaye pyaar ki a b c d yo yo yo yo yo yo usse milaaun naa haath haan osaka muraiya oh yea yea yea yea nasha hai nasha hai nazar mein
ho uuu hoo lala lala lala lala la la la la la la lara lala lala lala lala lala lala lala pyaar ki shokhiyaan mastiyaan aur kya kya kya kya kya zindagi mein uda zindagi ka mazaa mazaa mazaa otashi anata aesho aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa hum mile tum mile dil mile aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa pyaar ki shokhiyaan mastiyaan aur kya zindagi mein uda zindagi ka mazaa otashi anata aesho aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa hum mile tum mile dil mile aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa haa haa ho pyaar hua pyaar hua ho ho ho pyaar hua praar hua ho pyaar hua praar hua ho ho ho pyaar hua praar hua america america america meri jaan hasinon se hasin hain yahaan ki ladkiyaan ho pyaar hua hua ho ho ho pyaar hua hua america meri jaan hasinon se hasin hain yahaan ki ladkiyaan kabhi yahaan kabhi wahaan hum to hain titliyaan adaaon pe surroor hai nazar mein bijliyaan otashi anata aesho aaaa jaane jaa haa haa haa jaane jaa haa
nazar mein tu hi tu hai mazar mein tu hi tu hai nazar mein tu hi tu ra tu hitu ra tu hi tu hai tu meri timbuktu hai oye boy oye boy oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li mere ird gird na ghuma kar mera haath vaath na chooma kar tere scent vent ki khushboo mein main khoyi khoyi si rehti hoon mujhe sab log chhedte rehte hain main soyi soyi si rehti hoon oye my baby oye my baby baby tera chakkar chala jalebi tere curve bahut hain mod bahut har mod pe daud ke dekhta hoon main dor tu patang udti ja kahin atak vatak na jaana tu main dheel toh deta rehta hoon kahin bhatak vatak naa jaana tu oye boy oye boy charlie tune dil ki baazi maar li o my baby baby tera chakkar chala jalebi aadhi raat bulata hai full moon pe aja oo are warna ghanti sun ke telephone pe aa ja oo hmm hum prem karte hain tumhe hum yaad karte hain haan ji fariyaad karte hain oooo o my dolly o my dolly dolly meri vitamin ki goli o my dolly
oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa meri nazar ne ye dil tere naam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa meri nazar ne ye dil tere naam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa tumse piyaa humko kehni thi kitni baatein sochaa thaa keh lenge jab hongi mulaaqaatein haan tumse piyaa humko kehni thi kitni baatein sochaa thaa keh lenge jab hongi mulaaqaatein haai re milne par hum tumse lekin kuchh bhi keh na paaye binaa kahe aankhon ne ye kaam kar diyaa aa aa binaa kahe aankhon ne ye kaam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa badnaam kar diyaa dekho mile kaise hum do raahi anjaane baaton hi baaton mein ban baithe meet puraane haan dekho mile kaise hum do raahi anjaane baaton hi baaton mein ban baithe meet puraane haai re kaun hai tu aur kaun hoon main qismat ne lekin dekho meri kahaani kaa ye anjaam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa oye taubaa mujhe toone badnaam kar diyaa
lambi lambi badi haanke ain mauqe pe saala fuss bad luck ne diya tohfa khol ke ho gaya khush apni barbaadi ka siren sunke bhi besharam poochhe what is that that that paaji tussi such a pussy cat ullu da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat kya jaane teri kundli mein kaun se grah ki hai dasha aa ke apne hi chakravyuh mein beta abhimanyu tu phasaa chaar foot ki chhori de gayi re googli tu khada pakde apni bat bat bat paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat big budget tere saare sapne haath mein lolipop hai par haqeeqat ki theatron mein teri saari filmen flop hai flop ki khatiya pe flat kyun leta hai mard ban beta uth ke baith baith baith paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat paaji paaji paaji paaji paaji paaji o paaji tussi such a pussy cat ulla
paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda humne mangaayi surme daani le aaya zaalim banaras ka zarda aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa apni hi duniya mein khoya rahe wo humre dil ki na poochhe bedarda poochhe bedarda paan khaaye saiyaan humaro hoye hoye sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali baghiya gungun paayal chhun chhun chupke se aayi hai rut matwaali aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khil gayi kaliyan duniya jaane lekin na jaane baghiya ka maali baghiya ka maali paan khaaye saiyaan humaro sanwali sooratiya honth laal laal haaye haaye malmal ka kurta malmal ke kurte pe chheent laal laal paan khaaye saiyaan humaro khaa ke gilori shaam se oonge so jaaye
paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye jali main jale dil jala jaaye haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya bola main tere liye aaya hoon haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein
umm umm umm umm umm umm umm umm paani paani re khaare paani re paani paani re khaare paani re naino mein bhar jaa needen khaali kar jaa paani paani re khaare paani re paani paani re khaare paani re naino mein bhar jaa needen khaali kar jaa paani paani in pahaaron ki dhalaano se utar jaana dhuwaan dhuwaan kuchh waadiyaa bhi aayengi gujar jaana ek gaaon aayegaa mera ghar aayegaa jaa mere ghar jaa needen khaali kar jaa ye rudaali jaisi raate jagraaton mein bitaa denaa mere aankhoon main jo bol methe paake tum udaa lenaa barfoon main lage mausam pighale mausam hare kar jaa needen khaali kar jaa paani paani re khaare paani re paani paani re khaare paani re naino mein bhar jaa needen khaali kar jaa
paani re paani paani re paani tera rang kaisa paani re paani tera rang kaisa jis mein mila do lage us jaisa paani re paani tera rang kaisa jis mein mila do lage us jaisa paani re paani hooo paani paani re paani ho o o o o is duniya mein jeene waale aise bhi hain jeete rookhee sukhee khaate hain aur thanda paani peete is duniya mein jeene waale aise bhi hain jeete rookhee sukhee khaate hain aur thanda paani peete paani re paani tera rang kaisa bhookhe ki bhookh aur pyaas jaisa hooo paani paani re paani ho o o o o hoooo ganga se jab mile to banta ganga jal tu paawan baadal se tu mile to rimjhim rimjhim barse saawan saawan aaya saawan aaya rimjhim barse paani aag odh kar aag pahan kar kahin pe dekho chhat tapakati jeena hua haraam duniya banaane waale rab jaisa hooo paani paani re paani ho o o o o waise to har rang mein tera jalwa rang jamaaye waise to har rang mein tera jalwa rang jamaaye jab tu phire ummeedon par tera rang samajh na aaye kali khile to jhat aa jaaye
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi
socho mat kho jao sab bhool jao dekho meri taraf dekho kya main sochti hoon ammm hmmm jo dil mein aata hai wahi karti hoon jitni duniya ki parwah karoge apne aap se door hote jaoge so lets go kahin door chalen haa aaaa aaaa ya yai yai yaaa ya yaii yaaa ya yai yai yaaa ya ya yaii yaaa kya hai sama kaisi hansi bikhri hain ye tanhaiyaan rangon ke mele hain hum tum akele hain aise mein kuchh socho na ho paas aao na tarsao na ae jaan e jaan hmmm hmmm aaaaaa aaaaa aaaa tum ho jawaan main hoon jawaan phir kyun sahen ye dooriyaan madhosh baahon mein pyaasi nigahon mein aaj to kho jao na re paas aao na tarsao na ae jaan e jaan hmmm mmm aaaaaa aati hai kyun angdaiyaan samjho zara gahraiyaan dhadkanen gaati hain tumko bulati hain jaane tum gum ho kahaan re paas aao na tarsao na ae jaan e jaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ooi Amma Dil Ne Pukara (1967) 05:33 13110
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Raj Shri
Duration : 05:33   Song Number : 13110   

Ooi Maa Ooi Maa Parasmani (1963) 05:00 13916
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:00   Song Number : 13916   

Oonche Neeche (Happy) Khud-daar (1982) 05:18 21073
 
Poster of Khud-daar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:18   Song Number : 21073   

Oonche Sur Mein Gaaye House No 44 (1955) 04:01 18124
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:01   Song Number : 18124   

Oonchi Hai Building Judwaa (1997) 05:06 39934
 
Poster of Judwaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Anu Malik, Poornima
On Screen Actors- 
Salman Khan, Karishma Kapoor, Rambha
Duration : 05:06   Song Number : 39934   

Oonchi Oonchi Baaton Mr Natwarlal (1979) 04:15 21074
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Chorus
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Amjad Khan, rekha
Duration : 04:15   Song Number : 21074   

Oonchi Oonchi Baaton Se Mr Natwarlal (1979) 03:49 40975
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:49   Song Number : 40975   

Oonchi Ooncho Duniya Nagin (1954) 04:24 13815
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:24   Song Number : 13815   

Oop Cha Drona (2008) 05:24 11170
 
Poster of Drona (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Vaibhav Modi
Music Director- 
Dhruv Ghanekar
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra
Duration : 05:24   Song Number : 11170   

Osaka Muraiya One 2 Ka 4 (2001) 05:46 35892
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Shahrukh Khan
Duration : 05:46   Song Number : 35892   

Otashi Anata Aa Ab Laut Chalen (1999) 06:52 21065
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Suman Rangnathan
Duration : 06:52   Song Number : 21065   

Oye Boy Charlie Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 05:56 32220
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:56   Song Number : 32220   

Oye Taubaa Mujhe Toone Jawani Diwani (1972) 02:58 17891
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 02:58   Song Number : 17891   

Paaji Tussi Such A Pussy Cat Happy Ending (2014) 03:42 37249
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Sachin
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 03:42   Song Number : 37249   

Paan Khaye Saiyaan Humaro Teesri Kasam (1966) 04:16 21075
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman
Duration : 04:16   Song Number : 21075   

Paani Mein Jale Munimji (1972) 03:58 32120
 
Poster of Munimji (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jay Shri Talpade, Anil Dhawan
Duration : 03:58   Song Number : 32120   

Paani Paani Re Maachis (1996) 05:10 10692
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tabu, Chandrachur Singh, Om Puri
Duration : 05:10   Song Number : 10692   

Paani Re Paani Shor (1972) 06:03 12498
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 06:03   Song Number : 12498   

Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 03:15 12236
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:15   Song Number : 12236   

Paas Aao Na Chala Murari Hero Ban Ne (1977) 05:41 37897
 
Poster of Chala Murari Hero Ban Ne (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asrani
Duration : 05:41   Song Number : 37897